Kab tak Forex trading karna chahta hun Uske Abhi Mujh Ko confirm nahi hai Kyuki main learning kar raha hoon Agar mere paas achi information on learning Hogi toh main forex market Mein achi earning karna start kar dunga. Aur phir Forex trading ko Kabhi Nahi chorunga.
ab trading mera life time business ban chuka hai me samjhta hun trading he wo wahid kam hai jiss ki waj say hum zindagi me bhot kuch hasil kar saktay hain or apni zindagi ko achi rah pay chala saktay hain yeh sari baten hume ghor say kam de sakti hai or apna sakti hai aesay me hume kuch kar saknay k baray me achi tarha say pata hona chahye or zyada barhay kam kar lena b hume anay chahye to acha ho sake ga. forex trading ak un limited online busienss ha ke jis tara is buisness mi profit bhi unlimited ho sakta ha is tara is business mi koi bhi person unlimited trading bhi ker skata ha and likin ye bhi ha ke agar is busienss kisi person ko acha skill nahi ho ga tu wo is business mi long time ke ly tarding ka soch bhi nahi sakta ha.