Kab tak Forex trading karna chahta hun Uske Abhi Mujh Ko confirm nahi hai Kyuki main learning kar raha hoon Agar mere paas achi information on learning Hogi toh main forex market Mein achi earning karna start kar dunga. Aur phir Forex trading ko Kabhi Nahi chorunga.
mai har waqt forex trading mai kaam krna chahta hon mai isay apna business bnana chahta hon ta kay is ki madad sai main har waqt acha earn kr skoon mera mashwara hai kay aap bhi har waqt is mai trade kia kro.