Kab tak Forex trading karna chahta hun Uske Abhi Mujh Ko confirm nahi hai Kyuki main learning kar raha hoon Agar mere paas achi information on learning Hogi toh main forex market Mein achi earning karna start kar dunga. Aur phir Forex trading ko Kabhi Nahi chorunga.
mere dost ap n bohat hi acha sawal kiya hei to mein jab s is ko join kiya hei mujhe is s bohat zada faida hova hei aur mein n to irada kiya hei k mein is ko sari umar hi karon ga kun mein aik student hon aur is ko part time mein b kar leita hon aur is ko full tiem mein b karta hon aur is k sath sath apni study b karta hon tak apni talim ko b mukamal kar sakon .