Kab tak Forex trading karna chahta hun Uske Abhi Mujh Ko confirm nahi hai Kyuki main learning kar raha hoon Agar mere paas achi information on learning Hogi toh main forex market Mein achi earning karna start kar dunga. Aur phir Forex trading ko Kabhi Nahi chorunga.
Ye bohot intresting swaal hay aur main nain aaj tak esa swaal kisee forex forum par naheen dekha. Main nain kabhi hud bhi ghour naheen kia kay is kay mary liye kia jwab hay. Mary khiyaal main mujhy bhi andza naheen kay main kab tak trade karoon ga. Lakin mera dill kehta hay kay karorr pati ban kar ho chorr sakta hoon, ya shaid tab bhi naheen.