Kab tak Forex trading karna chahta hun Uske Abhi Mujh Ko confirm nahi hai Kyuki main learning kar raha hoon Agar mere paas achi information on learning Hogi toh main forex market Mein achi earning karna start kar dunga. Aur phir Forex trading ko Kabhi Nahi chorunga.
Jab tak job nahi milti tab tak mai forex trading karta rahoon ga lakin abhi tak job nahi hui aur abhi mai forex trading karta hoon aur karta rahoon ga