Kab tak Forex trading karna chahta hun Uske Abhi Mujh Ko confirm nahi hai Kyuki main learning kar raha hoon Agar mere paas achi information on learning Hogi toh main forex market Mein achi earning karna start kar dunga. Aur phir Forex trading ko Kabhi Nahi chorunga.
jb tak mera dil karayga kioun ky is forex trading ki koi time limit nhi hai yeh aap py depend karta hai ky aap mein kitne energy hai time spent karnay ki on the internet.forex aik faida man kaam hai aur is sy aap bohat kuch kama sktay hai lakin external economic nes ka trading kay profit aur loss sy bohat ziada taluk hota hai .


Thread: 
Thanks
Currently Active Users
Forex Forum India Statistics