main to abhi forex trading kuch samay se chalu kiya hu but share market ke baare me kuch jaankari pahle se hai jo bhi ltd company hai usme
invest karna chahiye us company ke baare me main aage peeche
kya result raha analys karta hu phir karta hu uske baad hi
use trading karta hu