trading ko pasan karnay k agar me samjhta hun k hum reasons ko ginna shuru kar day to subha say sham ho sakti hai or hume yaha pay or b kafi sari baton ko dekhna ho sakta hai k kesay hum un pay amal kar k le kar barh saktay hain jitna zyada koi trader agar is business me kamyab hai to wo khud ki waja say he hai.