pahle main har mahine withdraw karta tha. lekin ab jarurat padne par hi withdraw karta hu. taki balance ko utilize kar saku. bank account mein paisa ane ke bad kharch hi ho jata hai. isliye bank mein jarurat ke hisab se hi paisa rakhna thik hai. aur fir business mein jitana dalenge faida bhi to utna hi hoga.