Mujy kam karty howay kafi arsa ho gaya ha or ma nay kafi bar withdraw kia ha lekin loss be kafi kia ha lekin ap ma mehnat kar ka apny trading improve kar rha ho ta ka mera loss kam se kam ho jae or profit zaida se zaida hota jae lekin is ka liye time dena hota ha bohat zaida.