Main ne 2 saal pehlay trading start ke thi tab main her month withdraw leta raha hun lekin phr thora gap aa gya ab jab se main ne dobara trading start ke hai tou main ne bohat thoray capital se start kiya tha aur abi withdrawal nehi le raha kyo k main apnay capital ko increase kerna chahate hun...