jee han mai apse sahmat hun bikul aisa hi hai ke profit trading pad hasil krny ke liye apko ache se kam krna hota ga apny account balance ko dekhte hoye lot size ko set krna hota, aghar ap risk management ko follow nai krte tu ap ka account fir yaha safe nai hy, yah sub jante ke over trading apko trade mai safe nai rakhti us se sirf apko nuksan hota mai ny aisy buhat se trader dekhe jo overtrading or account management ke bina kam kr apna buht bura nuksan kr jate hain, fayda wali trade ke liye apko market ko bhi aisy hi samjhna hota, market kabhi bhi kuch move dy jati, is ke liye ap forex calendar dekhe ke us pad kn si important news hy kuo ke news ka knowledge bhi apko trading mai profit earn krny ke liye acha ho jata, jab market buhat jiyda volatile hoti hai tab apny dekhna hota ke market ki exact direction kis side pad jiyda hai tu ap usk time scalping kr ke kuch pips ka profit earn kr sakhte lekin scalping krte hoye bhi apko yah jaroor dekhna ke yah apk account ke liye safe hona chahiye jis pad proper stop loss or take profit ka use hona jaroori hai,
trade pad apko sell buy hi krna hota lekin yah step hi sub se main hota aghar apko market ke bade mai badhiya jankari ho gi tu ap sai time pad stop loss or take profit use kr sakhte or aghar apke pass acha knowledge nai ho ga fir ap sai se trade mai kamyab nai hote, apko knowledge ke liye jiyda apna time forex ko dena chahiye jab bi apka free time ho demo account pad trading strategy bana kr apply kre or fir is tarah ap experience ko bhi hasil kr jate or ap trading pad ek successful trader ban sakhte, trading mai jis bhi pair pad apny trade krni hoti uske bade mai complete jankari rakh kr kam kre.