Paid signals ya muft signals hotay to signals he hein wo sub apni zindagi main kab tak istemal karen gen eak na eak din apko khud he kaam karna hoga apney andar ka dar khatam karen aor asal aor paka kaam karen apney qeemti paison ko in naam nehad gatiya signals ko buy karne main na zaya karen. Meray khayal say apko na to paison kay aor na he muft kisi kisam kay signals nai lenay chahiye in ka nuqsaan hai meri nazar main inka koi faida nahi hai.