ji han mere Bhai bilkul theek kaha market ke utaar chadhav ko dekhte hue agar trade ki jaaye to kabhi bhi nuksan ka samna nahin karna padta nuksan hamara tabhi hota hai jab Ham market ke utaar chadhav ko acchi tarike se nahin dekhte aur na hi hamare pass market ki acche information hoti hai jab hamare pass market ki acchi information hogi aur hamen maarpeet ki position ka pata hoga ki kis taraf jane wali hai to humko kabhi bhi nuksan ka samna nahin karna padega isliye behtar hoga convey market ki acche tarike se jaanch padtal Kar leni chahie tab hi humko market mein kaam karne se fayda hoga aur nuksan to market mein hota hai uska koi bhi dar nahin lekin agar information ke sath kam kiya jaaye to hamen kabhi bhi nuksan ka samna nahin karna padta