Aisa possible nahi hai jab bhi humri trade open ho profit ho raha ho ya loss ho raha ho hum rest nahi kar sakty humy chaye ka apni trades ko is tarah planning karin ka sony ka time par sab ko close kar lain ta ka aram sa so sakain aur next day phr sa achi earning kar sakin aur apni life is business main bana sakin.