Actually wallmart Hai Kya yah Ek American company hai jo ki 1962 Mein Shuru Hui inke kam Ka Tarika yah hai ki Tamam items ek hi Jagah per awel hote hain aur jo Jo atoms Inko lagta hai ki yah Hamare liye baithe honge ya unko khareed lete hain aur yahan se aapko Tamam chijen saste mein milati hain Is ke yah aapko home delivery bhi Dete Hain aur yah bilkul bigbazaar Ki Tarah aapko chijen provide karte hain ya Health Care ke liye aapko insurance bechtay Hain inke clinics hai ya money transfer Karte Hain
Aur Main aapko batata Hun Ki yah company Asal Mein paise kaise kamata hai ine Ki Sabse Badi khasiyat yah hai ki everyday low pricing Masala k tore par aap ek item Karyany ki dukaan se kharidne Jaate Hain To vah aapko 90 rupees ka Milta Hai To Vahi atom aap Agar Big Bazaar Se khariden to aapko 5 rupaye saste Mein Milega aur Agar Vahi item aap Walmart se khariden to aapko yah Aur Bhi Sasta Milta Hai To Yahi Inky strategy hai wellmart Jo ke direct factory se Maal uthata Hai Masal ke Taur per Agar Ham Ek item big Bajar Se khariden to vahan se aapko 22% Sasta Milega aur Agar Vahi atom aap Jack factory se jakar le to aapko vah 30 se 35 percent saste Mein Mil Jata Hai To ISI Tarah Se vah provide bhi FIR aapko Sasta karte hain aur Jyada product bhej kar Jyada earning Hasil Karte Hain