micro account bhut good hota hai agar kese nay real mai account make karna hota hai tou aur agar ap 300$ sai zaydah he money is mai invest kar paty hain tou yai ap k leyay kafi acah rahta hai is sai kam agar koi trader karta hai tou us ko is mai loss ka samna he rahta hai kio k kabhi bhi small sai big par ap nahe ja sakty han,,,