Mera apna buht dafa account pora ka pora khrab hwoa ha ku k stop loss use nhi krta tha or galt trade open hony sa wo wait ma rehta tha k waps profit ma aa jaye pr pora account he loss ho jata tha is liye iss ma itna bara risk nhi lena chyae,Bhai stop loss laga karke kaam karna aana chahiye, stop loss kafi jayda important hota hai bhai, iske bina trading karne ka matlab hota hai bhai ki hum pure hi capital ko risk mein daal kar trading kar rahe hai bhai.