humari trades main stop loss ki kafi importance ha balky main to ye kahun ga ke humain stop loss ko apni strategy ka hisa bana lena chahye is ki waja se humain kafi faida mil sakta hai kion ke har bar humari trades faida main he nahi ja sakti loss be hota hia aor ager stop loss na lagaya ho to kafi loss ho sakta hai