Asalamu- o-alaikum
kya kal ha ap sab ka .... umeed ha kya ap sab thek ho gay ..Jasy k ap sab log janty hain k forex
trading itna easy ni
ha jitna k hamain nazar aa raha hota ha . Is me nukshan ka b samana krna parta ha . Us time jab
hamain
bara nukshan ho raha hota ha ...iis par pr . Serf vohi log trading kr sakty hain. Jinhain.
Market ka kuch
pata ho . Aj Market k nechy Jane k bohat chance hai is liye hmy soch samj k trade lagane chayie
taky hm achy paise
kama saky aghr hm paise qamany chahty hai tw hmy Sab sy plhy market ko samjana chayie.ok sab
achi tarha kam kary.