price main aaj kal bitcoin ki apni hasiyat hy kiun keh bitcoin main aap ko loss ka ziyada khatra hy kiun keh bitcoin aaj kal seel pr hy aik to bitcoin main tex ziyaada hy aur phir koi khaas movement bhi nahi hy bitcoin ki mery khiyaal sy trading main humain EUR USD aur GBP USD ki trading leni chaahiy mery khiyaal sy yeh best trika hy trading ka aur humain trading main stop loss aur take profit ka use zaroor krna chaahiy