mere zehan k mutaabik aisa kaafi logo k saath hota hai yar dekho iski aik he wja hai k demo me emotions or greed nahi hota insaan easy feel kerta hai or loss ki tension nahi rehti to jab insaan easy ho ker trading kerta hai to usko loss kam or profit ziada hota hai.....