bilkul forex main loss aur profit dono hote rehte hain kyu ke loss bhi forex ka part hota hai hamari kuch trade hame profit ke sath sath loss bhi deti hain, laken hum apne loss ko profit main change ker sakte hain iske liye hame bahut mehnat kerna hogi hame forex ko ache se seekhna padega, is se hamari trading bhi achi hongi aur hum loss se bhi bach payenge mere hisab se duniya main koi bhi aisa trader nahi hoga jisko forex main kabhi bhi loss nahi howa hu, forex market dengerious market hota hai jiska accurate trend kasi ko bhi maloom nahi hota trader market ko analyse ker ke trade kerte hain jinme inki kuch trade profit aur kuch loss main chali jati hain laken forex main expereince bahut matter kerta hai, dosre unexpereince aur beginner trader ko bahut jyada loss hota hai laken professional trader ko inke hisab se bahut kam loss hota hai becuase wo market ko ache se janch leta hai, aur sirf tabhi isme trade kerta hai jab isko market pattern ki samajh a jati hai iske ilawa her trader ne starting main bahut loss kerwaya hota hai trader forex ko bar bar mistake kerne ke baad hi seekh pata hai, mere ko bhi forex main kafi loss howa hai laken abhi main forex ko kafi ache se samaj chuka hoon main market ko danger dekh ker trade hi nahi kerta mere ko fear bhi hota hai ke meri ye trade loss main na chali jae, jab mere ko pattern confirm ho jata hai fir main entry leta hoon aur kuch pips ke baad isko close ker deta hoon isko jyada time ke liye hold bhi nahi kerta.