Hello Friend Posting aur Trading karnay say bohat ziada faida hota hai lekin faida sirf us waqat ho ga jab humey trading kari aati ho aaga humay trading kari nahi aati lekin phir bhi trading karey tu humarey mehnut zaiya ho gaye gi aur hamara nuqsan bhi ho ga is soch samajh kar aur seakh kar trading karney chaheay Best Of Luck
![]()