je mere bhai bitcoin bht he best curency hai main tu es ka bare main tab se janta hon jab 1 bitcoin 250$ ka tha or bht he kam time main bitcoin ne bht zida tarki ke hai es liye main tu bitcoin ko bht he best manta hon or yeh sab se best payment method hai or main ese ko like krta hon yeh ap trading main bhe best use kr skte hain


Thread: 
Thanks
jasay ka ap sab ko pata ha ka tarading wo loog hi achay tarha kar saktay ha jo is ko samaj patay ha or trader ko samajnay ka li bohat zada dahan ki zurat ha warna ap sab ko bi mari tarha nukshan ka samana karna oarayga is liya mari ao sab sy guzarish ha ka ap sab bohat soch samaj kar hi invest kary or phir acha profhit hasal kary
Currently Active Users
Forex Forum India Statistics