Gbp /jpy boht he acha or best pair ha muja ya pair boht acha lagta ha or main es pair ko boht zada used karta hoon muja es pair par boht sara borassa hota ha es lya main na kafi profit be earned kar lyaa ha trading sa ap koi be ak dooo pair chose kar loo or us par he trading karo kafi profit earned kar sakta hoo.