Re: what us Slippage in Forex trading :
Yes dear aapane slippage se related bahut hi important information Hamare Sath discuss Ki Hain no doubt Jab Forex trading Mein Ham kam kar rahe Hote Hain to sometime market ki movement bahut jyada fast hoti hai jismein aap apni trade open or close nahin kar sakte aur is situation ko aap slippage Kahate Hain Jab market mein aap ek exact point per entry Lena chahte hain aur Jaise hi aap apni trade open karte hain to aapko rejection a jaati hai ki price change hone ki vajah se aapki trade inter Nahin ho sakti aur ISI Tarah sometime Jab aap aap market Mein Apni trade close karne Lagte Hain aur Jaise hi aap apni trade ko close karne ke liye try karte hain lekin market ki movement bahut fast hone ki vajah se aapki trade close Nahin Hoti to is situation ko slippage Kahate Hain.
Dear jab market ki movement bahut fast ho rahi Hoti Hai To ismein aapke liye benefits bhi ho sakte hain aur drawbacks bhi ho sakte hain Kyunki Jab aap trade open Karte Hain To sometime market aapke favour Mein a jaati hai aur aapko Jyada acchi entry mil sakti hai dear jab aap market Mein Koi trade close karne Lagte Hain aur jab aapki trade price change ki vajah se close Nahin Hoti to situation main bhi sometime aapko Jyada profit milane ke chances ho rahe hote hain.
Dear jab aap apni trade close karne Lagte Hain To sometime aapki trade close Nahin Hoti aur aapko iski vajah se disadvantages bhi ho sakte hain aur aapka profit minimise ho jata hai Kyunki market ki movement aapke favour ki against ho rahi hoti hai isliye Ham time slippeage aapke liye bahut jyada nuksan ka sabab bhi ho sakti hai.