mery khial sy tu ab gold bahut hi down jay ga kiyun keh pehly yeh 1285 ko cross nahi kar raha tha ab ki bar is ny cross kar lia tha aur iska jo strong next target hai woh 1236 aur 1240 tak hai tu main aap logun ko yehi mashwara dunga keh agar trade karni hai tu sell ki karien buy ki koi bhi trade filhal gold py na karien