yah pair is time 0.7080 per trade kar raha hai aur is k 1H k mutabiq sell trend hai ager ap signal follow karta hain to apna risk per is ko sell kar lain aur lakin mara khayal ma yah zaida dar tak sell postion ma nahin raha gay zaida sa zaida 0.7070 se yah wapes buy position ma ay jay gay ager ap wait kar karain is ki buy postion k to mara khayal ma best trade ho sakti hai ap advance order be book kar sakta hain 0.7070 sa is ko buy kar lain aur Sl 0.7050 per laga dain aur TP 0.7095 per laga dain.


Thread: 


Thanks
Currently Active Users
Forex Forum India Statistics