margin call.. yeh tabhi ata hain jab humara account saf hone ke kagar main aa jata hain. u know hum agar jyada risk lete hain ya fir jyada higest leverage ka use karte hain aur back up ke liye jyada amout nahi rakhte tabhi yeh chance jyada hota hain " margin call" face karne ki.