kyun k unhe forex ki knowldge nahi hoti esi waja sy wo kho dyty hai unhein analysis karna nahi ata unhein nahi pata k kaise trade katy hain kaise market ki moving ka pata chalta hai ye sab unhein nahi pata hota or wo trade karty hain jin ki waja sy unhein loss bear karna parta hai