Bahut saare traders log is tarah ke hain jinko apni trades me kaafi losses ho chuke hain aur aage bhi un logon ke liye income karna mushkil ho sakta hai. Is wajah se ham logon ko apni trades me ek sahi plan ka use karna seekhna hoga jiske baad me trades ko karna hamare liye easy ban jaata hai.