mere khayal se sab se bari wajah money khonay ki yeh hai keh trading kartay waqt bohat saray log yeh bhool jatay hain keh hamain trading proper business ki tarah karni chahye or yeh dekhna chahye keh hum ziada loss na karain trading main, lekn trader greed main par jatay hain or money management skills na honay ki wajah se wo kaafi loss kartay hain
---------- Post added at 05:38 PM ---------- Previous post was at 05:30 PM ----------
forex traders mostly es wajah se fail hotay hain keh wo trend ko sahi tarah se predict karnay main naakam rehtay hain or es wajah se who apna paisa khotay hain , mere khayal se trading main hamain technical analysis par bohat focus karna chahye successful honay k liye