Dear sir sahi kaha aap nay yahan par rules hi hotay hane jin ki madad say ham ko market ki samajh aati hay or bagayre rules kay ham market may kaam nahi kar saktay hane iss waja say zarori hay kay ham market may rules par kaam kartay howay hi agay bartay raheen halankay ya muskil bi hay laykin iss say fayda bi hay.