forex trading me 2 types ke log hote hai jo market ko apne apne style me judge krte hai kuch hote hai jo fundamentally analysis krte hai or kuch hote hai wo technically anayisis krte hai to me technical trading krti hun fandamentally analysis mene kbhi try bhi nhi ki
Yes aik baat Forex trading mein hamein lazmi mind mein rakhni chahye k Forex market moves more fundamentally than technically aur jo bhi trader apni trading se pehle fundamental aur technical analysis dono hi kerta hai uss ko kabhi bhi Forex trading mein ziada loss nahi hota. Aur hamein Forex trading mein apni trading ko ziada se ziada simple rakhnay ki try hi kerni chahye.