bilkul hamay chart pattern ka hisab se trade karny chahiye kio ka agar ham chart ka mutabiq trade karay gy tu hamay is ka hi faida ho ga kio ka agar ham chart ko dhakay begair trade karay gy tu faida nhi ho ga
World main kasi bhi kaam main success hone ke liye har work aur ache skill dono hona jaruri hai iske bina hum is business se profit hasil nahi ker sakte sabhi kaam main profit bhi hota hai aur loss bhi koi bhi aisa kaam nahi hai jisme sirf profit hi ho aur loss na ho, forex trading bhi ek aisa hi business hai isme sirf wahi trader success hote hain ju badhiya mehnat krta hai achi forex trading krne ke liye trader ko forex market ke pattern ko samjhna padta hai jisko market pattern samajh a jata hai isko trading krne main koi dekut nahi hoti, her trader ka trading krne ka alag alag style hota hai jis se inhe profit hota hai kuch trader candle chart per trading krna pasand krte hain aur kuch traders ko bar chart pasand hota hai, ye trader per depend krta hai jisme isko market analysis krne main easy hota hai wo wahi choose kr sakta hai forex market kabhi bhi ek trend main nahi chalti laken fir bhi trader ko analysis per focus krna chahye kyune market jab bhi trend change krte hai trader ise analysis ki help se find kr sakta hai trader ko technical analysis ko seekhna hoga Fundamental analysis main market kasi trend ko follow nahi krti is time news ka effect hota hai jiski waja se market bahut jyada volatile ho jati hai aur pattern ko bhi break kr deti hai jiski waja de both side ke traders ko loss ho jata hai.