bohat sary log trading main fail ho jaty hain... Iski main waja ye hai k kuc logoun ko trading k bary main itni information nai hoti ... Or kuc logoun ko booht lalach hoti hai k hum aik rat main ameer ban jain .. Unki jalbazi or information na hony ki waja se wo trading main fail ho jaty hain ....![]()