gold ki trading ko hum sub k liye to nahi lekin yeh keh saktay hain k jo tajurbaykar traders hain un k liye yeh ek mufeed cheez hai is ko lazman tor pay use karna chahye apnay kamo me.jiss wakat hum barhay or tajurbay kar trader ban jaya kartay hain hume us wakat kafi kuch he samjh me ajata hota hi or yeh achi bat hai.