yeh bahot difficult hay to make 1000 pips daily aur yeh baat 100% sahi hai ky earning sy phlay aap forex ko achi tarah sy learn kary aur demo account par is ki practice kary jab aap ko andaza ho jaye ky mein acha work kar sakta hoon us waqt aap real account open kary aur us par trading kary is tarah aap acha earn kar saktay hain.