ji dost forex trading karna hain to ye koi condition nahi hoti hain ki marriage kare ya fir nahi isse koi bhi fark nahi padta hain main bas ye janta hu ki agar kisi ko bhi trading karna hain to wo bas mehnat karega to usko trading mein kamyabi mil sakti hain aur usko hi achcha paisa milta hain