mujhe to trading karte huye abhi bas kareeb 6 mahine hi huye hai lekin 3 saal apnko hua hai ye time kam nahi hota hai sikhne ke liye samjhane ke liye bahut hai agar aap ye kam ko kafi achi tarah se samjhate hai to yakeenen main bol sakti hoon apko ye kaam karne mein koi bhi dikkat nahi hogi ap forex trading karke life time earning kar sakte hai bas uske liye aaj trader ko jayda badiya tarah se ye kaam ko learn karna hota hai