dekho ye koi dangerous pair nahi hai balki ye pair to aise mane jate hai jismein newbie ko bhi shuruwat karna hota hai lekin ab baat karte hai trading ki agar kisi ko trading karna nahi ata hai to wo kisi bhi pair par trade kare isse koi fark nahi padta hai usko kafi achi tarah knowledge honi chahiye trading ki agar hai tohi wo trading kar sakta hai aur acha earning usko mil pata hai