Agar Forex trading main aap ko work karna hai to aap ko deposit be acha karna ho ga Agar aap ke pass big deposit ho ga to aap ke liye trading karna aasan ho ga aur sath mein risk free trading be ho jaye gi kyun ke Agar aap ke pass deposit small ho ga to aap ke liye trading mein risk le kar trading karna bahut mushkil ho jaye ga es liye aap deposit big karo Agar deposit acha ho ga to aap ke liye trading karna bahut easy ho jaye ga aur Agar aap ki trade loss mein chali jaye gi to aap ko es baat ki tension nahin ho gi ke aap ka account wash ho jaaye big capital se hamare liye trade karna ziada easy Hai jab ke Agar aap ke pass small capital ho ga to aap ke liye big risk le kar trading karna bahut mushkil hoga khas kar aap gold aur oil nahin kar sako ge Agar capital big ho ga to aapko gold or oil per trading kar ke small time mein big profit earning kar sako ge jab be deposite Karen big deposite Karen es se aap ke liye trading karna bahut aasan ho ga aur profit be aap acha kar sako ge