pakistan mein ap money withdraw karwa sakte han payza se.uske liye apko payza ka prepaid card lena pare ga jo payza apke ghar bhejta ha 20$ fee ha card ki.ap iske liye apply karen wase mere pas payza ka debit card ha CAD dollar ka agar ap chahen to main apki help kar sakta hun.agar koi mazed bat puchni ho to yahi pe reply karen.