ji han aap ki koshish honi chahie kya aapko aaj ke din munafa kamaya hai dusra din kisne dekha hai usmein munafa Ho ya nuksan Ho lekin aap jis din trading kar rahe ho use samajh ke is din aapane munafa hi hasil karna hi nuksan nahin karna information experience ka ful istemal Karen usko small karte hue aap trading Karen mujhe umeed hai ki aapko munafa hi hoga nuksan ka sawal paida nahin hota