Jab Mera bonus $50 ka saath mein sirf maximum 25 ya 30$ ki earning ki try krta tha Parab Mera bonus aata hai agar Mera bonus 100 ya Jada 100 se Aata Hai Toh Main Usko double karne ki interest Rehta Hai Mera aur ek baar mein kamyab bhi hua hun
Forex me beshak ap bohat acah profit earn kar sakte hain lekin is me apko apne capital ka bhi hisab rakhan parta hai kyun ke capital ke hisab se hi ap ka profit kam ya zeyada hota hai aur jitna zeyada ap ka capital hoga utna hi zeyada ap ka profit hoga.