g haan app ko iss ma smart bnana pharta hai or ager app forex ma puri trah education la ker ayy tuo app k liye best hai phir app buhoot sari galtiyian sa buch jaiye ga..
hnn ap ki baat sahi ha main ne khud bhi yahi fell kiya ha k ham ko forex trading mutaliq sab knowledge hona chiye kioun k es taran ham forex trading main profit kama saktey hane forex trading main smart hona yeni knowledge hasil karna lazmi ha