THE BEST TRADING PSYCHOLOGY
Dear friends, and traders.
Ajj ke duniya main FOREX bahut hi famous ho giya hain..aur future main aur hoyega. har roz log issmain join kar rahe hain.. yeh soch kar ki .yeh ek asan sa rasta hain. janha sirf buy and sell karke asani se kamaya jaa sakta hain.
asalmain main bhi.. yahi soch kar aya tha ..
lekin ajj kal meri soch badal gayi hain.aur yehi soch se main app logo ko kuch batana chahunga
har ek trader naya ho yaa purana yahi soch ke trade karta hain ki ..profit karna hain. bass profit. uske liye. woh har tarah ke raste apna ta hain. lekin. apne emotion, se ho haar jata hain. kiun ..?
kiun ki ohh yahi socha rahta hain ki main profit karunga . lekin jab usse LOSS se samna hota hain to woh har jata hain. hum bhale hi profit se jintne ke raste nikal liye hain. kya hum loss ko harane ka rasta jante hain. nahi.. jante.
to agar hum yeh soch ke trading kare ki hum loss karenge. jo hota hain.
lekin ajj tak humne nahi mana hain.. TO ajj se yeh mante hain. ki hum yahan loss karne aya hain.. fir dekhte hain emotion kya karega.
example
hamare account main 100$ hain. to yeh mante hain ki ek trade main hum 5$ ka loss karenge aur daily ek hi trade karenge . to kam se kam 20 din langenge 100$ loss karne ke liye.
to hummmain abb pata hain ki hum loss ke liye trade kar rahe hain.
yeh hain hamara rasta .. loss se takrane ka.
ab hum jab bhi trade karnege .. to 0.01lot ka trade - with stop loss- 50pips..jo 5$ ke barabar hain.
profit kitna karna hain .yeh market ke upar chod te hain aur humare upar ki hum kitna kamayenge.. yeh to app ko pata hoga
lekin abb se apko yeh bhi pata hain ki.. app 5$ ka loss karne ke liye hi. trade kar rahe hain..
to dear traders.. yeh asan sa rasta leke trade karain.. fir dekhiye .. yeh loss humain . kya deta..
Please given ur valuable comments..