mery khyal main instaforex aik bohat bara brokar hay aur ya pori dunia main apni khdmat pesha kar raha hay aur is ya pakistan main be kam kar raha hay aur jo choty broker hain wo is lay pakistan main nai aty hain kay un kay khyal main wo pakistan mainn kam kar he ni skty hain.