main nay pehly kamm nahi kiya forex main main abhi first time hi start kar raha hn mujhay iss wajah say iss main ziada experience nahi hai abhi mujhay thora time lagye ga main iss k baad hi decide kroun ga k kia main issye as a profession bana sakta hn k nahi.